Agar Tum Saath Ho Lyrics from Hindi movie Tamasha starring Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in lead roles. Agar Tum Saath Ho song sung by Arijit Singh & Alka Yagnik and music given by AR Rahman and Agar Tum Saath Ho song lyrics written by Irshad Kamil.
    Agar Tum Saath Ho Lyrics -Tamasha

    Agar Tum Saath Ho Lyrics in Hindi

    पल भर ठहर जाओ
    दिल ये संभल जाये
    कैसे तुम्हें रोका करूँ

    मेरी तरफ आता
    हर गम फिसल जाये
    आँखों में तुम को भरूं

    बिन बोले बातें तुमसे करूँ
    अगर तुम साथ हो
    अगर तुम साथ हो

    बहती रहती
    नहर नदिया सी तेरी दुनिया में
    मेरी दुनिया है तेरी चाहतो में
    मैं ढल जाती हूँ तेरी आदतो में
    अगर तुम साथ हो

    तेरी नजरों में है तेरे सपने
    तेरे सपनों में है नाराजी
    मुझे लगता है के बातें दिल की
    होती लफ्जों की धोखेबाजी

    तुम साथ हो या ना हो
    क्या फर्क है
    बेदर्द थी जिन्दगी बेदर्द है
    अगर तुम साथ हो
    अगर तुम साथ हो

    पलकें झपकते ही
    दिन ये निकल जाए
    बैठी बैठी भागी फिरूँ

    मेरी तरफ आता
    हर गम फिसल जाए
    आँखों में तुम को भरूं

    बिन बोले बातें तुमसे करूँ
    अगर तुम साथ हो
    अगर तुम साथ हो

    तेरी नजरों में है तेरे सपने
    तेरे सपनों में है नाराजी
    मुझे लगता है के बातें दिल की
    होती लफ्जों की धोखेबाजी

    तुम साथ हो या ना हो
    क्या फर्क है
    बेदर्द थी जिन्दगी बेदर्द है
    अगर तुम साथ हो

    दिल ये संभल जाये
    अगर तुम साथ हो
    हर गम फिसल जाये
    अगर तुम साथ हो
    दिन ये निकल जाये
    अगर तुम साथ हो
    हर गम फिसल जाये

    Agar Tum Saath Ho Lyrics in English

    Pal Bhar Thehar Jaao
    Dil Ye Sambhal Jaaye
    Kaise Tumhe Roka Karu
    Meri Taraf Aata Har Gam Phisal Jaaye
    Aakhon Mein Tumko Bharu
    Bin Bole Baaten Tumse Karu

    Agar Tum Saath Ho
    Agar Tum Saath Ho

    Behti Rehti Nahar Nadiya Si
    Teri Duniya Mein
    Meri Duniya Hai Teri Chahton Mein
    Main Dhal Jaati Hu Teri Adaton Mein
    Agar Tum Saath Ho
    Teri Nazro Mein Hain Tere Sapne
    Tere Sapno Mein Hain Naraazi
    Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki Hoti Lafzon Ki Dhokhebaazi
    Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai
    Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
    Agar Tum Saath Ho
    Agar Tum Saath Ho
    Palkein Jhapkte Hi Din Ye Nikal Jaaye
    Baithi Baithi Bhagi Phiru
    Meri Taraf Aata Har Gam Phisal Jaaye
    Aakhon Mein Tumko Bharu
    Bin Bole Baaten Tumse Karu
    Agar Tum Saath Ho
    Agar Tum Saath Ho
    Teri Nazro Mein Hain Tere Sapne
    Tere Sapno Mein Hain Naraazi
    Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki
    Hoti Lafzon Ki Dhokhebaazi
    Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai
    Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
    Agar Tum Saath Ho
    Agar Tum Saath Ho
    Dil Ye Sambhal Jaaye
    Agar Tum Saath Ho
    Har Gam Phisal Jaaye
    Agar Tum Saath Ho
    Dil Ye Nikal Jaaye
    Agar Tum Saath Ho
    Har Gam Phisal Jaaye

    Share.