Oo Bolega Lyrics: The song Oo Bolega is a Malayalam song sung by Kanika Kapoor. The lyrics of Oo Bolega song are written by Raqueeb Alam and music given by Devi Sri Prasad. Oo Bolega song lyrics from movie Pushpa: The Rise starring starring Allu Arjun and Rashmika Mandanna in main roles.

    Oo Bolega Lyrics-Pushpa Hindi-Kanika Kapoor
    Song Credits:
    Song: Oo Bolega
    Movie Name: Pushpa: The Rise
    Singer: Kanika Kapoor
    Lyrics: Raqueeb Alam

    Oo Bolega Song Lyrics

    Saari Sari Pehan Ke Saari
    Aaye Toh Usko Ghoore
    Chhote Chhote Skirt Bhi Jo
    Pehn Ke Aaye Toh Ghoore

    Chhod Sari Chhod Skirt
    In Kapdon Se Kya Hotaa
    Nazrein Gandi Sochh Gaandi
    Mard Hain Bin Pendi Lota

    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala
    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala

    Gore Gore Pe Mukhde Pe
    Tayyaar Koi Marne Ko
    Savali Ko Chhede
    Baahon Mein Aa Jaaye Bharne Ko

    Kaale Gore Se Kya Matlab
    Madhu Mile Ya Phir Mattha
    Ek Hi Ratta Dekh Dupatta
    Mard Hain Bin Pendi Lota

    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala
    Oho Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala

    Lambi Lambi Taang Vali
    Chhokri Ka Deewana

    Chhoti Naati Ladkiyon Ko
    Daalta Hain Woh Daana
    Lambi Ho Naati Sabko
    Behla Ke Isne Loota
    Chaat Lega Pattal Jootha
    Mard Hain Bin Pendi Lota

    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala
    Haaye Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala

    Phulle Phulle Gaal Pe
    Koi Bole Kya Dikhti Hain
    Dubli Patli Ho Toh Phir
    Gulab Ki Daali Lagti Hain

    Moti Ho Ya Patli Sabke
    Darwaze Pe Hai Adda
    Dekh Akele Daale Phanda
    Mard Hain Bin Pendi Lota

    Oo Bolega Ya Oo Oo Bolega Saala
    Oo Bolega Ya Oo Oo Bolega Saala

    Zooti Zooti Shaan Pe Koi
    Apna Rohb Dikhata Hain
    Koi Banke Dil Waala Dil
    Dil Se Khel Ke Jaata Hain

    Ek Hi Thaali Ke Ye
    Dono Hain Re Chatte Batte
    Batti Gul Chhaya Andhera
    Batti Gul Chhaya Andhera
    Mard Hain Bin Pendi Lota

    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala
    Oo Bolega Bala
    Oo Oo Na Bolega Bala
    Oo Bolega Ya
    Oo Oo Bolega Saala
    Oo Bolega Bala
    Oo Oo Na Bolega Bala

    Oo Bolega ya Oo Oo Bolega Song

    Share.