UP Ke Badmash Lyrics (UP ke बदमाश थे) sung by Ram Swaroop Faizabadi and Goldi Yadav; music was composed by Ashish Vishwakarma and lyrics were penned by Rajan Ji.

    UP Ke Badmash Lyrics in Hindi and English

    कल देखी मै न्यूज की कुछ गुंडे आये दिल्ली में
    थाना वाना तोड़ गए वो कहर मचाए दिल्ली में

    कल देखी मै न्यूज की कुछ गुंडे आये दिल्ली में
    थाना वाना तोड़ गए वो कहर मचाए दिल्ली में

    काली काली गाड़ी में यार मेरे वो खाश थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे

    CCTV चेक हुआ सब टोल तोड़ के आए थे
    सरपर काला ग़मछा हाथ में पिस्टल लहराए थे

    पहले समझाते हैं हम किशी को प्यार से
    फिर भी ना माने तो मिलवाते हैं हथियार से

    एक इशारे पे करदे जो मर्डर वो मेरे पास थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे
    एक इशारे पे करदे जो मर्डर वो मेरे पास थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे

    क्यों करते हो काम जिसमे जान का भी मोल नहीं
    विलेन वाला काम तुम्हारा हीरो वाला रोल नहीं

    दुनिया जो चाहे सोचे हमको कोई फिकर नहीं
    रामस्वरूम राजन की कोई जीकर नहीं
    एक दो ना तीर चार गीन लो पूरे पचास थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे
    फ्रंट पेज पर खबर छपी है UP ke बदमाश थे.

    Kal dekhi main news ki kuch gunde aaye Delhi mein
    Thana waana tod gaye, woh kahar machaye Delhi mein

    Kal dekhi main news ki kuch gunde aaye Delhi mein
    Thana waana tod gaye, woh kahar machaye Delhi mein

    Kaali kaali gaadi mein yaar mere woh khaas the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the

    CCTV check hua, sab toll tod ke aaye the
    Sar par kaala gamchha, haath mein pistol lehraaye the

    Pehle samjhate hain hum kisi ko pyaar se
    Phir bhi na maane toh milwaate hain hathiyaar se

    Ek ishaare pe karde jo murder, woh mere paas the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the

    Ek ishaare pe karde jo murder, woh mere paas the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the

    Kyun karte ho kaam jisme jaan ka bhi mol nahi
    Villain wala kaam tumhaara, hero wala role nahi

    Duniya jo chaahe soche, humko koi fikar nahi
    Ram Swaroop Rajan ki koi zikr nahi

    Ek-do nahi, teen-chaar, gin lo poore pachaas the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the
    Front page par khabar chhapi hai, UP ke badmaash the.

    Share.